Jai Ganesh, jai Ganesh, jai Ganesh deva
Mata jaki Parvati, pita Mahadeva.
Mata jaki Parvati, pita Mahadeva.
Ek dant dayavant, char bhuja dhari
Mathe par tilak sohe, muse ki savari
Pan chadhe, phul chadhe, aur chadhe meva
Ladduan ka bhog lage, sant kare seva.
Mathe par tilak sohe, muse ki savari
Pan chadhe, phul chadhe, aur chadhe meva
Ladduan ka bhog lage, sant kare seva.
Jai Ganesh, jai Ganesh, jai Ganesh deva,
Mata jaki Parvati, pita Mahadeva...
Mata jaki Parvati, pita Mahadeva...
Andhan ko ankh det, kodhin ko kaya
Banjhan ko putra det, nirdhan ko maya
Surya shaam sharan aye, safal kije seva.
Banjhan ko putra det, nirdhan ko maya
Surya shaam sharan aye, safal kije seva.
Jai Ganesh, jai Ganesh, jai Ganesh deva,
Mata jaki Parvati, Pita Mahadeva...
Mata jaki Parvati, Pita Mahadeva...